|
|
|
|
ps7733.rediffiland.com/
|
|
| | |
| Today
| |
|
| | |
|
| Updated on Wed 23apr08 | |
|
| | |
|
| Friends 1 | |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
13:31 | 18/Apr/2008 |
| lamhein bhari yaadein.... | |
| kyun teri yaadein mujhe har-pal yun aati hai , beete lamhein ki hamein yaad dilati hai , mere dil ki khamosh wadiyon mein , jaise ek-pal thahar kar gujjar jati hai !!!
more... |
|
|
|
|
13:28 | 18/Apr/2008 |
| chahat ka deeya... | |
| khata kya thi hamari ki tune , jalne naa diyaa meri chahat ka deeya , meri yaadon ko jalaa kar tu ne , bujha diya meri chahat ka deeya !!! " meine tujhe pyaar kiya galti yahi thi hamari "
more... |
|
|
|
|
13:23 | 18/Apr/2008 |
| pyaar ki kahani... | |
| Bahot suni jodha-akbar ki kahani , aisi hi honi chahiye sab ki pyaar ki kahani , jo bhi karna hai aabhi karo yaron , warna fir banegi devdas aur paro ki kahani !!!
more... |
|
|
|
|
13:20 | 18/Apr/2008 |
| woh aaye to noor hoti hai.... | |
| kya maloom kya manga hai usane aaj bhagwan se , duaa karta hoon woh sab de de bhagwan unako , agar mangaa ho unhone ek tara aasmaan kaa , duaa karta hoon ki mil jaaye saara aasmaan unako !!!
more... |
|
|
|
|
20:26 | 9/Mar/2008 |
| Duaa se... | |
| sunte hain ki mil jati hai har cheej duaa se, har roz, har lamha, tujhe mang kar dekhenge apne khuda se !!!
more... |
|
|
|
|
20:25 | 9/Mar/2008 |
| nazarein | |
| Benaam saa yeh dard tahar saa kyun nahi jaata, jo beet gaya woh gujar kyun nahi jata, woh ek hi chehra tou nahi saare zamaanein mein, jo door hai woh dil se utar kyun nahi jata !!!
more... |
|
|
|
|
20:16 | 9/Mar/2008 |
| Basera... | |
| mein rahun kahi es dharti par, tere khushboo ka ehsaas hoga, har ghari har waqt sanam, mere zahan mein tere yaadon ka basera hoga !!!
more... |
|
|
|
|
20:08 | 9/Mar/2008 |
| talash... | |
| हर आहत पे तेरी तलाश है,दूर रह कर भी तू मेरे पास है,ना याद आया कर...
more... |
|
|
|
|
20:00 | 9/Mar/2008 |
| judai... | |
| रात के अंधेरों में अपने अश्कों को चुनता हूँ मैं,किसी की याद म&...
more... |
|
|
|
|
20:00 | 9/Mar/2008 |
| ek jhikha hawa haa... | |
| kuchh log ret pe likhe uan naamon ki tarah hote hain, jinhein hawa ka ek hi jhokha urra le jaata hai !!!
more... |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
Harpreet kaur | 18:24 | 13/Feb/2008 |
| Friends: (24)
| City: Delhi
| Interests: Music,To love kid...
|
|
| Pyar aur Judai |
| Pyar aur JudaiKya hai ye, kyon hota hai,Mil jaye toh thik warna har koi rota hai,Ye pyar sirf ek fareb hai,Ek chalawa hai, jise hum mante nahi,Sab jante hue bhi jaise jante nahi,Jab they hum dono saath toh ek duje ko samajh nahi payeaaj jab door hai toh yaadon mein hai bharmaai,14 saal ho gaye unhe khoye hue hume ek duje se juda hoye hueunki doori...
more... |
|
|
|
|
|
|
|
|